The ghazal is a poetic form consisting of rhyming couplets and a refrain, with each line sharing the same meter. The form is ancient, originating in 6th century Arabic verse. ...Qawwali (Nastaʿlīq: قوّالی; Gurmukhī: ਕ਼ੱਵਾਲੀ; Devanāgarī: क़व्वाली; Eastern Nagari: ক়ব্বালী) is a form of Sufi devotional music popular in South Asia,derabad, Delhi, and other parts of northern India. Musical tradition that stretches back more than 700 years.
Wednesday, March 28, 2012
GHAZAB KIYAA TERE WADE PE AITBAR KIYA...
SURAIYA & TALAT MAHMOOD
[Ghazab kiya tere wade pe aitbaar kiya,
Tamaam raat qayamat ka intzaar kiya...
Hum aise mehe we nazara na the jo hosh aata,
Magar tumhare tagafful ne hoshiyaar kiya,
fashanaye shabe gam unko eak kahani thi,
Kuch aitbaar kiya kuch na aitbaar kiya,
Na pooch dil ki haqikat magar ye kahte hai,
Wo beqaraar rahe jisne beqaraar kiya..]
[Gajab Kiya Uske Wade Pe Aitbaar Kiya
Tamam Raat Hum Ne Qayamat Ka Intezaar Kiya
Wada Kiya Tha Samay Nikalenge Hamare Liye
Par Usne Kabhi Bhul Se Bhi Hame Na Yaad Kiya
Bas Uski Jafa Ka Dard Bhara Tha Is Dil Me
Isiliye Hum Ne Ab Ise Sahena Shikh Liya
Ek Ke Bad Ek Sab Chhod Ke Chale Gaye Bas
Ab To Zindagi Me Tanha Rahena Shikh Liya
Wo Kahete The Rone Se Nahi Badal Sakte Naseeb
Bas Uski Is Ek Ada Ne Umra Bhar Rone Na Diya
Ek Aisi Bhul Ho Gai Hum Se Zindagi Me
Ki Rishto Ke Jajbat Me Aake Galat Faisla Kiya
Jab Zindagi Se Haar Ke Khuda Ke Pass Gaya
To Khuda Ne Bhi Apna Ne Se Inqaar Kiya]
This non-filmy ghazal was set to music by Khayyam.
This ghazal has also been sung by many well known singers of the
sub-continent such as Mehdi Hasan, Pankaj Udhas,
Mallika Pukhraj, Farida Khanumand many more.
Hindi film song which is an amalgam of the two lines from this ghazal
followed by a line from the traditional thumri ‘sautan ghar naajaa’.
Rest of the lyrics in the song is written by Qamar Jalalabadi.
The song is from film WARIS (1954) and is sung superbly
by Rajkumari under the baton of Anil Biswas.
MOVIE: WARIS [ 1954] NITIN BOSE
CAST: SURAIYA, NADIRA, JAGDISH SETHI, YAKUB, SADAT ALI, ACHLA SACHDEV, TALAT MAHMOOD, ROOPMALA....
GHAZAB KIYAA TERE WADE PE AITBAR KIYA..
ghazab kiyaa
aa aa aa
tere waade pe aitbaar kiyaa
tamaam raat qayaamat kaa intzaar kiyaa
sautan ghar naa jaa
o more sainyaan
sautan ghar naa jaa
o mere sainyaan
sautan ghar naa jaa
bairan ghar naa jaa
o more sainyaan
sautan ghar naa jaa
o more sainyaan
khabar naa thhi ki hamen
ashqbaar kar doge
hamaari khushiyaan kisi par
nisaar kar doge
tod ke mera pyaar kaa sapnaa
tod ke mera pyaar kaa sapnaa
naa jaa
padoon main tore painyaan
o more sainyaan
haa aa aa
naa jaa
padoon main tore paiyaan
o mere sainyaan
sautan ghar naa jaa
bairan ghar naa jaa
o more sainyaan
Ghazab kiya tere waade pe aitbar kiya (Muhammad Rafi)
VIDEO
mehdi hassan:GHAZAB KIYA TERAY WADAY, MEHDI HASSAN, DAAGH DEHLAVI
VIDEO
Ghazab Kiya - Pankaj Udhas (Full Song HQ - With Lyrics)
VIDEO
Tahira Syed - Ghazab Kiya Tere Wade Pe - Ghazal
VIDEO
GAZAB KIYA TERE WADE PE AITBAAR KIYA"BY RAJKUMARI,M.D:ANIL BISWAS-"WARIS-1954"
VIDEO
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment