Wednesday, September 11, 2013

BEST OF MEHDI HASSAN VOL.1








1.  APNON NE GHAM DIYE

 apnon ne gham diye to mujhe yaadd agayaa...
Ek ajnabee jo gairr tha orr gham gusaar tha..

woh saath tha to duniya ke
gham dil se door the- (2)
Khushiyon ko saath le ke na
Jaane kahan gaya, Ek ajnabbi....

duniya samajh rahi hai...
juda mujhe se hogaya---(2)
Nazron se door ho ke bhi
Dil se naa jaa saka....Ek ajnabi jo.....

ab zindgai ki koi tamannna nahi mujhe-(2)
roshan usi ke dum pe tha, bujhta hua diya
Ek ajnabi....


CLICK / COPY PASTE THE LINK BELOW FOR VIDEO

http://www.youtube.com/watch?v=iPYVMF07RZ0


2.     RANJISH HE SAHEEH DIL HE DUKHANAY

Ranjish he saheeh dil he dukhanay k liay aa
Ranjish he saheeh...
Aa phir say mujhay chorhh k jaanay k liay aa
Ranjish he saheeh dil he dukhanay k liay aa
Ranjish he saheeh

Pehlay say marasim na saheeh phir bhi kabhi toh
Pehlay say marasim na saheeh phir bhi kabhi toh
rasm-o-rah-e-dunya he nibhanay k liay aa
Ranjish he saheeh dil he dukhanay k liay aa
Ranjish he saheeh...

Kis kis ko batayein ghay judaii ka sabab hum
Kis kis ko batayein ghay judaii ka sabab hum
Tu mujh say khafa hai toh zamanay k liay aa
Ranjish he saheeh dil he dukhanay k liay aa
Ranjish he saheeh...

Ab tak dil-e-khush-feham ko hain tujh say ummedein
yeh aakhri sham'mein bhi bhujanay k liay aa
Ranjish he saheeh dil he dukhanay k liya aa
Ranjish he saheeh...

CLICK / COPY PASTE THE LINK BELOW FOR VIDEO

http://www.youtube.com/watch?v=GB6QUm6zXmw


3.     AB KE HUM BICHRAY TO SHAYAD


AB KE HUM BICHRAY TO SHAYAD KABHI KHWABON MEIN MILEIN
JIS TARHAN SOOKHAY HUAY PHOOL KITABON MEIN MILEIN
AB KE HUM BICHRAY TO SHAYAD...
DHOND UJRAY HUAY LOGON MEIN WAFA KE MOTI
YE KHAZANAY TUJE MUMKIN HAI KHARABON MEIN MILEIN
AB KE HUM BICHRAY..
TU KHUDA HAI NA MERA ISHQ FARSHTON JAISA
DONON INSAAN HAIN TO KION ITNA HIJAABON MEIN MILEIN
JIS TARAN SOOKHAY HUAY PHOOL KITABON MEIN MILEIN
AB KE HUM BICHREIN TO SHAYAD...
GHUM E DUNYA BHI GHUM E YAR MEIN SHAMIL KAR LO
NASHA BARHTA HAI SHARABI JO SHARABON MEIN MILEIN
AB NA WO MEIN HON NA TU HAI NA WO MAZI HAI FARAZ
JAISAY DO SAAAY TAMANNA KE SARABON MEIN MILAEIN
JIS TARAN SOOKHAY HUAY PHOOL KITABON MEIN MILEIN
AB KE HUM BICHRAY TO SHAYAD..

CLICK / COPY PASTE THE LINK BELOW FOR VIDEO

http://www.youtube.com/watch?v=SYH4-bKsEGE


http://www.youtube.com/watch?v=O6WTr43JWoE

4.     DIL BAHUT UDAAS HAI

Dil bahut udaas hai
dil bahut udaas hai
ghubar guzre waqt ka
nazar k aas paas hai
dil bahut udaas hai

wohi hawa..
wohi faza..
wohi hawa..
wohi faza..
jo tu nahin.. to kya maza
khile to hain chaman magar
na rang hai na baat hai
dil bahut udaas hai

kahan fanaa
kahan zameen
milenge hum yakeen nahin
yeh pyaar ki intehaa
ke phir bhi teriu aas hai
dil bahut udaas hai...

nazar nazar
shiqayetein
nawazishein inayetien
bahut hain yeh mere liye
ke tu wafa

dil bahut udaas hai
ghubar guzre waqt ka
nazar k aas paas hai
dil bahut udaas hai

CLICK / COPY PASTE THE LINK BELOW FOR VIDEO

http://www.youtube.com/watch?v=XZB1bH9-4ZE



5.     DUNIYA KISI KE PYAR MAIN

duniya kisi ke pyar main, jannat say kum nahi
ik dilruba hai dil main jo hooroon say kum nahi
duniya kisi ke pyar main
tum badhshahey husn ho,husn jahan ho
tum badhshahey husn ho,husn jahan ho
jaanay wafaa ho aur muhabat ki shan ho
jalway tumharay husn kay taaroon say kum nahin
duniya kisi ke pyar main
bhulay say muskarao to mooti barass parhain
bhulay say muskarao to mooti barass parhain
palkainn udha kay theeko to kalayan bhi hunss parhain
khusboo tumhari zulff ki phooloon say kum nahin
duniya kisi ke pyar main, jannat say kum nahi
ik dilruba hai dil main jo phooloon say kum nahi
duniya kisi kay pyar main

CLICK / COPY PASTE THE LINK BELOW FOR VIDEO

http://www.youtube.com/watch?v=Dn8Dkz1QUOE

http://www.youtube.com/watch?v=YQfmtqoMexQ

  6.   EK BAR CHALE AAO


phir aa kay chulay jana
phir aa kay chulay jana

ik bar chulay aao
ik bar chulay aao
soorut to dikha jao
ik bar chulay aao

tum ko maray geeton ka sungeet bulata hay
sungeet bulata hay
kuch geet maray sun lo kuch apnay suna jao
ik bar chulay aao
phir aa kay chulay jana

jo tum ko bulaein phir
jo tum ko bulaein phir
tum shoq se mut aana
tum shoq se mut aana
kis baat pay rothay ho itna to buta jao
ik bar chulay aao
phir aa kay chulay jana

kia dil ke turupnay ka ehsas naheen tum ko
ehsas naheen tum ko
ab jaan pe bun aaey lillah chulay aao
ik bar chulay aao
phir aa ke chulay jana

CLICK / COPY PASTE THE LINK BELOW FOR VIDEO

http://www.youtube.com/watch?v=h_mAA0CTWD0



7.   EK HUSNA KE DEVI SE MUJE PYAR

Ek Husn Ke Devi Se Muje Piyar Hua Tha ... Hai Piyar Hua Tha
Dil Us Ki Muhabbath Me Girif Thaar Hua Tha ......Ek Husn Ki Devi

Oh Roop Ke Jis Roop Se Kaliyan Bhi Lajaayen...Oh Roooop Hai..Hai
Oh Zulf Ke Jis Zulf Se Sarmaayen Ghattaayen
Mekhaane Nighahon Pe Ada Won Ke Taraane
De Daal Muje Husne Muahabbath Ke Khajaane

Haan Yesi Hi Ek Raath Thi...Haan Yesi Hi Raath Thi
Yesa Hi Sama Tha Yeh Chand Bi Poora Tha Zamaana Bi Jawaan Tha
Ek Peed Ke Sayee Me Jab Iqraar Hua Tha ...... Ek Husn Ki Devi

Kashmeer Ke Wadi Ke Oh Pur Keaf Najaare ... Kashmeeeer Hai..Hai
Lamhath Muhabath Ke Jahan Hum Ne Gujaare
Angdaayeyan Lekar Mere Bahon Ke Sahaare
Gulnaame Nazar Aathi thi Oh Sharm Ke Maare
Ek Tharfa Nathe Husne Muhabbath Ke Isahaare
Us Ne Bi Kai Baar Mere Baal Ko Sawaree
Eh-saas Ka Zazbaath Ka Ij-haar Hua Tha ...... ek Husn Ki Devi

Kuch Rooj Kate Yun Bi Bura Waqth Jab Aay... Kuch Rooooj Hai..Hai
Us Husn Ke Devi Ne Bi Najroon Ko Phiraaya
Gurbath Ne Zamane Ka Nighahon se Giraaya
An-chal Mere Hathoon Se Muhabbath Ne Churaaya
Ek Raath Ko Us ne Muje Sootha hua Chooda
Jaldio Kahin Piyaar ko Rootha Hua Chooda
Sooya Hua Me Neend se jaaga Jo Saveere
Oh Jab Na Mili Chagaye Aankho me Andheere
Thaq-deer Kisi Ko bi Bure Din Na Dikhaaye
Hothen Hen Bure Waqth Me Apne Bi Paraaye
Kiya Piyaar Bi Doolath Ka Thalb Daar Hua Tha
Ek Husn Ki Devi Se Muje Piyaar Hua Tha ... Hai Piyaar Hua Tha


CLICK / COPY PASTE THE LINK BELOW FOR VIDEO

http://www.youtube.com/watch?v=xCbvqfxkcA8

8.    EK SITAM AUR MERI JAAN


ik situm aur meree jan abhee jan baqi hay

jurm-e-toheen-e-muhubbut ki saza day mujh ko
kuch to mehroom-e-ulfut ka sila day mujh ko
jism se rooh ka rishta naheen toota hay abhee
haath se saber ka damin naheen choota hay abhee
abhee jultay hoey khawabon ka doaan baqi hay

ik situm aur meree jan abhee jan baqi hay

apnee nufrut say maray pyar ka damun bher day
dil-e-gustakh ko mehroom-e-muhubbut ker day
daikh tota naheen chahut ka haseen taj mehal
khak bikhray naheen mehkee hoey yadoon ke kunwul
abhee tuqreer kay gulshun mein khizan baqi hay

ik situm aur meree jan abhee jan baqi hay


ALT:  Jab koi pyar se bulaye ga
CLICK / COPY PASTE THE LINK BELOW FOR VIDEO

http://www.youtube.com/watch?v=e7x2-U63S4Y&list=PLiUEdh5NyaGPNtrk9EDX4COKCJKhfSyGi


   9.    HAMARE DIL SE MAT KHELO

Hamaare Dil Se Mat Khelo Khilona Toot Jayega
Zarasi thehs Pahuchegi Yeh Seesha Toot Jayega ......
Hamaare

yahan Ke Log To Do gaam Chalke Chodh detein Hen
Zarasi Der Me Barson Ke Rishte tod deten Hen
Khabar Kya Thi Ke Kismat Ka sitaara Toot Jayega...... Hamaare

Jo Milthe Hen Bazahir Dost Bankar Raajdan Bankar
Chhupe Rehthe He Unki Aastheenome Kayee Khanjar
Khulegi Aankh To Sapna Suhana Toot Jayega ...... Hamaare

Khabar Kiya thi Chhupi He Mere Daaman Me Bhi Chingaari
Lagegi Aag Gulshan Me Jalegi saree Phulwaari
Giregi Bijlee Ithnee Nazaara Toot Jayega ...... hamaare

CLICK / COPY PASTE THE LINK BELOW FOR VIDEO

http://www.youtube.com/watch?v=xGDhNhxUrVA



    10.    HUM CHALEIN IS JAHAN SE

Hum Chalee Is Jahan Se - Dill Uttu Gaya Inha Se
Uneh Deedo Khabar - Mar Chalee Hum Magar
Lee Chlee Yaad Unki Inha Se ........Hum Chalee

Yun Bi Honge Muhabbath ke Ruswaayeyan
Meere Marne Pe Ghunjen gi Sehnaayeeyan
Royeegi Moth Bhi Be Kasi Pe Mere
Jab Utteega Zanaaja Inha Se ........Hum Chalee

Ab Jiyen Thon Jiyen Kis Ki Khatir Jiyeen
Zindhagi Ka Zehar Kis Khusi Me Piyeen
Jab Bana Aashiyan Jab Bana Gulsitam
Girpade Bijliyan Aasmaan Se ........Hum Chalee

Zindagi Ka Chlak Ne Ko Ab Jaan He
Marthe Marthe Bhi Lap Pe Theera Naam He
Too Salaamath Rahe Ta Qayamath Rahe
Hum Akeele Chale Is Jahan Se ........Hum Chalee

CLICK / COPY PASTE THE LINK BELOW FOR VIDEO

http://www.youtube.com/watch?v=foZyCV1DLbE


  11.    HUMSE BADAL GAYA WOH


Humse badal gaya woh nigahain tu kya hua?
Zinda hain kitne log muhabbat kye baghiar
Zinda hain kitne log muhabbat kye baghiar
Guzrain dino mein jo kabhi goonje thay kehkahay
Guzrain dino mein jo kabhi goonje thay kehkahay
Ab apne ikhtiar mein who bhi na rahe
Qismat mein rehgai hain jo aahein tu kya hua
Sadma yeh jhelna hai shikayat kye bagheir
Sadma yeh jhelna hai shikayat kye bagheir

Woh samne bhi ho tu na kholein ge hum zabaan
Woh samne bhi ho tu na kholein ge hum zabaan
Likhe hai uske chehre pe apni aik daastaan
Usko taras gai hain yeh bahein tu kya hua
Woh laut jaye hum peh yeh inayat kye bagheir
Woh laut jaye hum peh yeh inayat kye bagheir

Pehle qareeeb tha koi,ab dooryan bhi hain
Pehle qareeeb tha koi,ab dooryan bhi hain
Insane keh naseeeb nein majboorian bhi hain
Apni badal chukka hai who rahein tu kya hua?
Hum chup rahein ge usko malaamat kye bagheir
Zinda hain kitne log muhabbat kye baghiar

CLICK / COPY PASTE THE LINK BELOW FOR VIDEO

http://www.youtube.com/watch?v=J5EN4qbcky0

   12.     JAAN-E-MAN AAJ TU JO PAS NAHIN


jaan e man aaj tu jo pass nahi
jam-e-shiri mein wo mitahas nahi jane man
ji raha hoon tere bagair bhi main
ji raha hoon tere begair bhi mainnnn
Pee raha hoon agarche pyas nahi
jane man aaj tu jo pass nahi jane man
shaam-e-furkat hai aur tanhai
shaam-e-furkat hai aur tanhai
aake ab koi aas pass nahi
jane man aj to jo pass nahi
jane mann aj to jo pass nahi
jam-e-shiri mein wo mitahas nahi
jane man jane man

CLICK / COPY PASTE THE LINK BELOW FOR VIDEO

http://www.youtube.com/watch?v=1RKfb2bpafw



    13.     KAISE KAISE LOOG HAMAARE

kaise kaise loog hamaare ji ko jalaney aaja tay hain
kaise kaise loog hamaare ji ko jalaney aa jaatay hain

apney apney ghumm kay fasanay hummain sunanay aa jaatay hian
kaise kaise loog
meray liye ye ghair hain aur main inkay liye baygana hoon
phir bhi ik rasmay jahaan nibhaanian aajaa tay hain
apnay apnay ghum kay fsanay sunan aajaa tay hain
kaise kaise loog
insay alag main rah nahi sakta is bay dard zamana main
meri yeh majboori mujhe ko yaad dilaanay aatat hain
kaise kaise loog

subh ki sun key chup rehtay hain,dil ki baat nahi kehtay
aatay aatay bhi jenay kay bhi lakh bahaanay aaja tay hai
kaise kaise loog

CLICK / COPY PASTE THE LINK BELOW FOR VIDEO


http://www.youtube.com/watch?v=HA9MywXBaNQ

  14.      KYUM HUM SE KHAFA HO GAYE

Kyun hum se khafa ho gaye ae jan-e-tamana
Bheegay huway mousam ka maza kyun nahin letay

Yeh raat yeh barsat yeh sawan ka maheena
Aisay mein tu sholoon ko bhi ata hai paseena
Iss rut mein ghareeboun ki dua kyun nahin letay
Kyun hum se khafa ho gaye ..


Dekho tu zara jhank kay bahir ki faza mein
Barsat nay aik aag laga di hai hawa mein
Iss aag ko seenay mein basa kyun nahin letay
Kyun hum se khafa ho gaye ..


Aya hai kisay ras judai ka yeh alam
Tarpain akelay udher aap idher hum
Dil dil se meri jaan mila kyun nahin detay

Kyun hum se khafa ho gaye ae jan-e-tamana
Bheegay huway mousam ka maza kyun nahin letay

CLICK / COPY PASTE THE LINK BELOW FOR VIDEO

 http://www.youtube.com/watch?v=p_BZOQJGa-o

 15.       KYUN POOCHTE HO KYA TUMSE KAHUN

Kyun poochte ho kya tum se kahun
main kis liye jeeta hun
shayed keh kabhi mil jaao kahin
mein is liye jeeta hun

Kyun poochte ho kya tum se kahun
main kis liye jeeta hun
shayed keh kabhi mil jaao kahin
mein is liye jeeta hun

jeeney ka mujhe kuch shok nahin
jeeney ka muje kuch shok nahin
bus wakt guzara tarka hun
kuch der ulujh ker yaaadon mein
dunia se kinara karta hun

murta bhi usi ki khatir hun
mein jis liye jeeta hun
shayed keh kabhi mil jaao kahin
mein is liye jeeta hun

mein hun ke sulagta rehata hun
mein hun ke sulagta rehata hun
bujhta bhi nahin julta bhi nahin
dil hey keh tarapta rehta he
rukta bhi nahi chalta bhi nahin
jeeny ki tamana mit bhi chuki
phir kis liye jeeta hun
shayed keh kabhi mil jaao kahin
mein is liye jeeta hun

Kyun poochte ho kya tum se kahun
main kis liye jeeta hun
shayed keh kabhi mil jaao kahin
mein is liye jeeta hun

CLICK / COPY PASTE THE LINK BELOW FOR VIDEO

http://www.youtube.com/watch?v=IGPQxO5JVgQ



No comments:

Post a Comment