Friday, September 13, 2013

GHAZAL KING MEHDI HASSAN VOL 2










                                    





MEHDI HASSAN KHAN



Birth name Mehdi Hassan Khan
Also known as Khan Sahab
King of Ghazal
Born 25, July , 1927
Luna, Rajasthan, British India
Died 13, June 2012 (aged 84)
Karachi, Sindh Pakistan
Genres Classical music, Ghazal, Playback singing
Occupations Singer, Composer
Instruments Harmonium, vocals
Years active 1957–1999 (Retired)

Pakistani ghazal singer and a former playback singer for Lollywood. He is famously known as the "King of Ghazal". In 1979, he was awarded K. L. Saigal Sangeet Shehenshah Award by the Government of India. Indian singer Lata Mangeshkar, who has been awarded Bharat Ratna, once compared his songs to the "voice of god". He was honored with Tamgha-e-Imtiaz, Pride of Performance and Hilal-e-Imtiaz by the Government of Pakistan. In 1983, in the court of King Birendra he was awarded Gorkha Dakshina Bahu by the Government of Nepal.[citation needed] He remained a leading singer of film industry along with Ahmed Rushdi. Mehdi Hassan died on 13 June 2012 after a protracted illness, in a private hospital in Karachi. The highest civilian honor of Pakistan is conferred on him Nishan-e-Imtiaz




16,   MUJHE TUM NAZAR


mujhe tum nazar se gira tu rahe ho
mujhe tum kabhi bhi bhula na sako ge
mujhe tum nazar se gira tu rahe ho
mujhe tum kabhi bhi bhula na sako ge
najaane kyun mujhe yaqeen ho chala hai
mere pyar ko tum mita na sako ge
mujhe tum nazar se...

meri yaad hogi,jidhar jaoge tum
kabhi naghma bun keh,kabhi bun keh aansoo
kabhi naghma bun keh,kabhi bun keh aansoo
tarapta mujhe hartaraf paoge tum
shama jo jalai hai meri wafa ne
bujhana bhi chaho,bujha na sako ge
mujhe tum nazar se...

kabhi naam baaton mein aaya jo mera
tu bechain ho ho keh dil thaam loge
nigaaho mein chaaye ga ghum ka undhaira
kisi ne jo poocha sabab aansooon ka
batana bhi chaho ,batana sako ge
mujhe tum nazar se gira tu rahe ho
mujhe tum kabhi bhi bhula na sako ge
mujhe tum nazar se...


CLICK/ COPY PASTE THE LINK BELOW FOR VIDEO


http://www.youtube.com/watch?v=MM18-MieLjY



http://www.youtube.com/watch?v=DChswkWOqaI&list=PL_mgkSly1cs6O6FzUkx8JZB1dGleMKA_3&index=4       FARIHA PERVEZ



   17..   PYAR BHARRE DO SHARMILIE NAIN

Pyaar bahray doo sharmile nain
Jin se mila mere dil ko chain
koi jane naa kyun mujhse sharmayen ,
kaise mujhe tarpaen
Pyaar bahray doo sharmile nain
Dil hi khaye geet mein teray gaaon ,
tu hi sunaye aur main gata jaon ,
tu jo rahe saath mere duniya ko thukraon ,
tera dil bhelaon ..
Pyaar behray doo sharmile nain
Daar hai mujhe tujhse bichar na jaon ,
khoo kay tujhe milne ki raah na paon ,
aisa na ho jab bhi tera naam laboon par laon ,
main ansoo ban jaon , jin se mila mere dil ko chain ,
koi jane na , kyun mujhse sharmayen kaise mujhe tarpaen
Pyaar bahray do sharmile nai


CLICK/ COPY PASTE THE LINK BELOW FOR VIDEO

http://www.youtube.com/watch?v=zNGXySYi63M


18.     RAFTA RAFTA WOH MERI HASTI

Rafta rafta woh meri hasti ka saamaan ho gayey,
Pehlay jaan, phir jaan-e-jaan, phir jaan-e-jaana ho gayey !

Din-b-din badti gehin us husn ki raaniyaan,
Pehlay Gul, phir gul-badan, phir gul-badamaan ho gayey !

Aap to nazdeek say nazdeek-tar aatay gahey,
Pehlay dil, phir dilruba, phir dil kay mehmaan ho gayey !

Rafta rafta woh meri hasti ka saamaan ho gayey,
Pehlay jaan, phir jaan-e-jaan, phir jaanayjaana ho gayey !

Pyar jab Hadd se badha saare Taqaloof mith gayey,
Aaap se phir tum huay phir tu ka Khunwaan hogayey!

Rafta rafta woh meri hasti ka saamaan ho gayey....

CLICK/ COPY PASTE THE LINK BELOW FOR VIDEO

http://www.youtube.com/watch?v=jtzioa3ddKE



  19.    SHIKWA NA JAR. GILAA NA KAR

shikwaa naa kar, gilaa na kar
yeh duniya hey pyaray, yahan ghum ke maarey
taraptey rahaay
khizaan is gulistaan main aati rahhi hai
huwa sukhay pattay urrati rahhi hai
yahan phool khil ke, baharoon say milkay
bichartay rahey
shikwaa naa kar, gilaa na kar
yahaan teray ashkoon ki qeemat nahi hai
raham karna, duniya ki aadat nahi hai
kissi nay na dekha,yahan khoon kay aansoo
jhalaktay rahay
shikwaa naa kar, gilaa na kar
yahaan kay hai dastoor, khamoosh rahna
jo guzri hai dil pay,kissi say na kehna
yeh din katt naskay,yahan loag buskay,ujjartay rahay
shikwaa naa kar, gilaa na kar
yeh duniya hey pyaray, yahan ghum ke maarey
taraptey rahaay
shikwaa na kar


CLICK/ COPY PASTE THE LINK BELOW FOR VIDEO

http://www.youtube.com/watch?v=TPa12DxyJiY



  20.   SULAG RAHAHOON BADLOON  


Barak rahe hae agg se hawaio me
sulag raha hoon badloon ke chaio mein
Bahar muj se chin gaye , muja bahar chaia,muja sachoone chaia, muja karar chaia

Sulag raha hoon Badloon ke chaio mein....

Kise ki dil lagie ko payar jan kae, mein loot gaya hoon dil ke batte maan ke, me loot gaya hoon dil ke batte maan ke
na mujh ko chaia wafa, na mujh ko payar chaia
Muja sachoon chaia , muja karar chaia

Sulag raha hue badloon ke chaio mein....

Na jane kab ya dil ka dard jhaya gaa,rahoo gaa housh mein to gham staya gaa,rahoo ga housh mein too gham staya gaa....

Mara leia too rat din bus ik khomar chaia,
Muja schoone chaia, muja karar chaia

Sulag raha hoon badloon ke chaio mein....

Thrap na mara dil kise ke ahass mein, hazaro talkhia hain tere pyase me

Tuja too sare zindigi ka intizar chaia
Muja schoon chaia, muja karar chaia

Sulag raha hoon badloon ki chaio mein.....!


CLICK/ COPY PASTE THE LINK BELOW FOR VIDEO

http://www.youtube.com/watch?v=H72P2GoMmR0



  21.   TERE BHEEGI BADAN KI KHUSHBOO

Tere bheege badan ki khusboo sey
Tere bheege badan ki khushboo sey
Lerahey bhi hoi mastani seee
Teri zulf ko chooo ker ajh hoi khamooosh hawa dewani se
HHhhhhmmmmmmmmmmm
Yeh roop ka koondhan dhykha huwa HHHMMMMM
Yeh roop ka Koondhan dhykha huwa
yeh jisssim ka chandan mehkha huwa mehkha huwa hhhmmm
ilzam na dyna pher mujh ko
ilzam na dyna pher mujh ko
hojahey agar nadaniii seee HHHMMMM
bheeekhra huwa kajal ankhoo mey hhhhmmmm
bhekhra huwa kajal ankho mey
thooofan ki halchal saasoo mey saaasooo mey
hhhmmmm
yeh naram labooo ki khamoosshhi
yeh naram labooo ki khamoossshii
palkoo mey choopiii heraniii seee
hhhmmmm
tere bheege badan ki khusboo sey
lerahey bhi hoi mastani sii
teri zulf ko choo ker ajh hoi khamoossh hawa deewani se
hhmmmmm
khamoosh hawa dewani see
hhmmm
khamooosh hawa


CLICK/ COPY PASTE THE LINK BELOW FOR VIDEO

http://www.youtube.com/watch?v=pd6tAvwp2go


   22.      TURKEY ULFAT KI SILA

Tarke ulfat ka sila pa bhi lia hai..main ne
Ab to aaja ke tujhe yaad kiya hai ..maine ne
Ab to aajaaa

Asss ke teri judaii na kabhi ras mujhay
Tujh se bhishra to ye hone laga ehsaas mujhay
Apne haathoon se koi zeher pia hai..may ne
Ab to aajaaa

Gungunate hai wafa ruhh main rimjhim ke tarah
Samne apne khara hon kisi mujrim ke tarah
Aaj to sharm se muh dhanp lia hai..may ne
Ab to aajaaa

Jo bhi shikwa hai bhulana hi padega tujh ko
Ik na ik roz to aana hipadega tujh ko
Dil ka darwaza khula choor dia hai..main ne
Ab to aajaaa kay tujhe yaad kia hai... main ne
Ab to aajaaaaaaaaa........

CLICK/ COPY PASTE THE LINK BELOW FOR VIDEO

http://www.youtube.com/watch?v=D5tOVa-zWEc

    23.     YEH KAGAZI PHOO; KE DIL


yeh log, pathar ke dil hain jin ke`
numaaish-e-rung main hain doobe`

yeh kaagazi phool jaise chehre`
mazaaq urraate` hain aadmi ka
inhain koi kaash yeh bataa de`
maqaam ooncha hai saadgi ka

inahan bhala zakhm ki khabar kya
keh teer chalte huwe na dekha
udaas aankhon main aarzoo ka khoon jalte hue na dekha
andhera chaaya hai in ke aage haseen ghaflat ki roshni ka

yeh kaagzi phool.........

yeh sehn-e-gulshan main jab gaye hain bahaar hi loot le gaye hai
jaahan gaye hain yeh do dilon ka qaraar hi loot le gaye hain
ke dil dukhana hai in ka sheva inhain hay ehsaas kab kisee ka
yeh kaagazi...........
main jhoot ki jagmagati mehfil main aaj sach bolne laga
main ho ke majboor apne geeton main zehr phir gholne laga hoon
yeh zehr shayad urraa deh nasha ghuroor main doobi zindagi ka

yeh kaagazi phool jaise chehre`
mazaaq urraate` hain aadmi ka
inhain koi kaash yeh bataa de`
maqaam ooncha hai saadgi ka

yeh kaagazi phool jaise chehre`


CLICK/ COPY PASTE THE LINK BELOW FOR VIDEO

http://www.youtube.com/watch?v=BUFimc-DWEI



   24.      YEH DHUAN SA KAJAANSE UTHTA HEIN




dekh to dil ke jaan se uthta hai
yeh dhuan sa kahaan se uthta hai
dekh to dil ke jaan se uthta hai
yeh dhuan sa kahaan se uthta hai

gor kis dil jale ki hai yeh falak
shola eik sub-ha yaan se uthta hai
yeh dhuan sa kahaan se uthta hai

baithne kaun de hain phir usko
jo tere aastaan se uthta hai
yeh dhuan sa kahaan se uthta hai

yun uthe aah us gali se hum
yun uthe aaha us gali se hum
jaisay koi jahaan se uthta hai
yeh dhuan sa kahaan se uthta hai

dekh to dil ke jaan se uthta hai
yeh dhuan sa kahaan se uthta hai

ishq eik meer bhari patthar hai
kab ye tujh naatwan se uthta hai

dekh to dil ke jaan se uthta hai
yeh dhuan sa kahaan se uthta hai

CLICK/ COPY PASTE THE LINK BELOW FOR VIDEO

http://www.youtube.com/watch?v=cI4XKvs6ck4


    25.    YEH WAFAAON KAA DIYA AAP

Yeh Wafaaon Kaa Diya Aap Nay Inaam Mujhay
Aap Say Door Rahoon, Mil Gaya Paeygham Mujhay

Aap Ko Dil Say Bhulaoon To Bhualoon Kaisay 2
Aap Ki Yaad Diaati Hay Her Ik Shaam Mujhay
Yeh Wafaon Ka Diya...................

Dil Kay Lutnay Kaa Sabab Poochh Rahi Hay Duniya 2
Yaad Aa Jaey Naa Aesay Mayn Tera Naam Mujhay
Yeh Wafaon Ka Diya...

CLICK/ COPY PASTE THE LINK BELOW FOR VIDEO

http://www.youtube.com/watch?v=hlX2bxUlGZA


     26.       YUN ZINDAGI   LI RAAH MEIN

yun zindagi ki raah mein takra gya koi
ik roshni andhroun mein bikhra gya koi

woh haadsa woh pehli mulaakat kya kahoon
kitni ajab soorat e haal kya kahoon
yun kehar woh ghazab woh jafa mujh ko yaad hai
woh uski be-rukhi ki adaa mujh ko yaad hai
mit-ta naih hai zehn pay yun chhaa gya koi
yun zindagi ki raah mein takra gya koi

pehlay mujhay woh dekh kay barham si ho gayee
phir apnay he haseen khyaaloun mein kho gayee
bechaargi pe meri usay reham aagya
shayed meray tarapnay ka andaaz bhaa gya
saansoun se bhi kareeb thee mere aa gya koi
yun zindagi ki raah mein

yun usnay pyar say meri baanhoun ko chhoo liya
manzil nay jaisay shauk ki raahoun ko chhoo liya
ik pal mein dil pe kaisi qayamat guzar gayee
rag rag mein uski khushbu bikhar gayee
zulfoun ko mere shaanay pe lehra gya koi
yun zindagi ki raah mein takra gya koi

ab is dil-e-tabaah ki haalat na poochiye
be-naam aarzu'oun ki lizzat na poochiye
ik ajnabi ka rooh ka armaan ban gya
ik haadsa tha pyar ka, unwaan ban gya
manzil ka raasta mujhe dikhla gya koi
yun zindagi ki raah mein takra gya koi

yun zindagi ki raah mein...

CLICK/ COPY PASTE THE LINK BELOW FOR VIDEO

http://www.youtube.com/watch?v=ODnAM7gDoPM



27.    ZINDAGI JAA CHORRH DAY

zindagi jaa chorrh day pecha mera
zindagi jaa chorrh day pecha mera

aakhir main insaan hoon, pathar to nahi
zindagi ja chor day pecha mera

zakhm jo tonay lagayaa see liye
zeher jo to nay pilayaa pi liye
bus yehi hi kafi he jitna jee liye

zindagi ja chorrh day pecha mera
aakhir main insaan ho pathar to nahi
zindagi ja chorrh day pecha mera
aapni barbaadi ka rona ro chuka

jo sitm honay tha mujhe pay ho jucka
badnasibi ha ke unko kho chuka

zingadi jaa chor day pecha mera
zingadi jaa chor day pecha mera
aakir main insaan hoon pathar to nahi
zindagi jaa chor day pecha mera

CLICK/ COPY PASTE THE LINK BELOW FOR VIDEO

http://www.youtube.com/watch?v=F5r1VOF5WbM



    28.     ZINDAGI MEIN TO SABHI PYAR KARTE

zindagi mein to sabhi pyar kiya kartay hain
zindagi mein to sabhi pyar kiya kartay hain
mein to mar kar bhi meri jaan tujhay chahoon gaa...

tu mila hai to yeh ehsaas huwa hai mujh ko
yeh meri umr mohobat kay liyee thordi hai
ek zara sa gham dowraan ka haq hai jis par
main nay wo sans bhi teray liyee rakh chordi hai
tujh pay ho jaoon ga qurban tujhay chahoon gaa…

apnay jazbat naghmat nachanay kay liyee
main nay dharkan ki tarha dil mein basaya hai tujhay
mein tasawwur bhi judayee ka bhala kaisay karoon
mein nay kismat ki lakeroon say churaya hai tujhay
pyar ka ban nigheyban tujhay chahoon gaa…

teri har champ say jaltay hain khayaloon mein chiragh
jab bhi tu ayee jagata huwa jadoo ayee
tujh ko choo loon to phir ayee janay tamanna mujh ko
taray tak apnay badan say teri khushbu ayee
tu baharoon ka hai anwan tujhay chahoon gaa…


CLICK/ COPY PASTE THE LINK BELOW FOR VIDEO

http://www.youtube.com/watch?v=AfBS-8Fs5sI









No comments:

Post a Comment