FILM: QAWWALI KI RAAT [1954] DURGESH KUMAR, SANTHOSH
CAST: KAMAL JEET, KUM KUM, MUMTAZ, DEVEN VARMA. JAGDEEP, ARUNA IRANI, MURAD.....
LYRICS: SHEWAN RIZVI
MUSIC; IQBAL QURESHI
1. SINGERS: MANNA DEY, ASHA BHOSLE, MOHD. RAFI
KAHNE WA;E TU BHI KAH LE JO DIL KI BAAT HAI QAWWALI KI RAAT HEIN
nazar se karne chale mukabala dil ka
hume bhi dekhna hai
aaj hosla dil ka
kahne vale tu bhi kah le
kahne vale tu bhi kah le jo dil ki baat hai
kahne vale
kahne vale tu bhi kah le jo dil ki baat hai
kahne vale tu bhi kah le jo dil ki baat hai
qawali ki rat hai qawali ki rat
qawali ki rat hai qawali ki rat
tera roop el kali hai
mera roop bekali hai
tujhe rang vo mile hai
mujhe arzu mili hai
meri arzu ne lekin
jaha jal ke aah ki hai
vaji sham badh gayi hai
vahi raat ho gayi hai
jaha dil jala hai mera
vahi roshni hui hai
hui hai, hui hai
vahi roshni hui hai
mager ishq shola hai sabnam kaha
mager ishq shola hai sabnam kaha
jo mujh me ada hai vo tujh me kaha
jo mujh me ada hai vo tujh me kaha
jo mujh me ada hai vo tujh me kaha
kahne vale, kahne vale
aa aa aa aa aa
kahne vale tu bhi kah le jo dil ki baat hai
qawali ki rat hai qawali ki rat
qawali ki rat hai qawali ki rat
kahne vale tu bhi kah le jo dil ki baat hai
kahne vale tu bhi kah le jo dil ki baat hai
qawali ki rat hai qawali ki rat
qawali ki rat hai qawali ki rat
na kuch ehasas hota hai
na kuch ehasas karte hai
mohabbat me jo rote hai
vo kat bakwas karte hai
vo kat bakwas karte hai
juba se uf na nikalegi
mita kar dekh le hum ko
yaki tujhko na ho to
ajama kar dekh le ko
jamane jakt pe ye taji
or juba par nahi laye
ab tasta teri
mere dildar se pahele ye
kaha ye aane vale the
mere dildar se pahele ye
kaha ye aane vale the
duaye de ke tumko
ronake mahfil bana dala
duaye de ke tumko
ronake mahfil bana dala
ronake mahfil bana dala
ronake mahfil bana dala
bhut khub hai tu hum sa kaha
bhut khub hai tu hum sa kaha
jo hum me ada hai vo tujh me kaha
jo hum me ada hai vo tujh me kaha
jo hum me ada hai vo tujh me kaha
kahne vale tu bhi kah le jo dil ki baat hai
kahne vale tu bhi kah le jo dil ki baat hai
qawali ki rat hai qawali ki rat
qawali ki rat hai qawali ki rat
teri dusmani se bhadkar
teri dosti ne mara
teri dusmani se bhadkar
teri dosti ne mara
teri dosti jaha me deti hai gavara
teri dusmani se bhadkar
teri dosti ne mara
teri bewafaio ko mere shok ne nikhara
teri bewafaio ko mere shok ne nikhara
meri shokhiyo ne lekin
tere shok ko ubhara
meri shokhiyo ne lekin
tere shok ko ubhara
ubhara, ubhara
tujhe aaina bana kar kiya apna hi nazara
tujhe is khudi ne khoya
tujhe bekhudi ne mara
tere naz ko jana meri bekhudi se jana
teri bekhudi ne fir bhi
mere naz ko na jana
teri bekhudi ne fir bhi
mere naz ko na jana
teri bekhudi
teri bekhudi
teri bekhudi ne fir bhi
mere naz ko na jana
teri haar se bana hai
meri jeet ka fasana
meri jeet ka fasana
meri jeet ka fasana
jamane hai koi mujhsa kaha
jamane hai koi mujhsa kaha
jo mujh me ada hai vo tujh me kya
jo mujh me ada hai vo tujh me kya
kahne vale, kahne vale
kahne vale tu bhi kah le jo dil ki baat hai
qawali ki rat hai qawali ki rat
qawali ki rat hai qawali ki rat
qawali ki rat hai qawali ki rat
qawali ki rat hai qawali ki rat
click / copy paste the link below on your browser for video
http://www.youtube.com/watch?v=KHfvZnbeQQo
2. SINGERS: ASHA BHOSLE & RAFI
"HUSNE WALE HUSN KA ANJAM DEKH
husn wale husn ka anjam dekh
dubte huye suraj ko waqte sham dekh
husn wale husn wale husn wale husn wale
husn wale husn ka anjam dekh
dubte huye suraj ko waqte sham dekh
husn wale husn ka anjam dekh
husn wale husn ka anjam dekh
o husn wale husn ka anjam dekh
dubte huye suraj ko waqte sham dekh
subha ke suraj ka bhi andaz dekh
subha ke suraj ka bhi andaz dekh
bhul ja anzam ko aagaz dekh
bhul ja anzam ko aagaz dekh
bhul ja anzam ko aagaz dekh
bhul ja anzam ko aagaz dekh
bhul ja anzam ko aagaz dekh
o bhul ja anzam ko aagaz dekh
bhul ja anzam ko aagaz dekh
dil ki dhadkan dardo ka saman ho saman ho
husn ka utha huya tufan ho tufan ho
pehle dil hatte nahi maidan se
khelne nikla hu mai tufan se
pehle dil hatte nahi maidan se maidan se
khelne nikla hu mai tufan se tufan se
husn ke jalwo se shayad tu abhi anjan hai
tu abhi anjan hai tu abhi anjan hai
ishq se takarne wale tu bhi to nadan hai
husn wale husn ka anjam dekh
dubte huye suraj ko waqte sham dekh
husn wale husn ka anjam dekh
dubte huye suraj ko waqte sham dekh
kya chij hai mohabbat duniya samjh na payi
ghabrayi huyi laila mehfil se nikal aayi
ghabrayi huyi laila mehfil se nikal aayi
ghabrayi huyi laila mehfil se nikal aayi
mai apne hi jalwo ka khud aap hu sodai
mai khud hu tmasha hu mai khud hi tmashai
mai khud hu tmasha hu mai khud hi tmashai
mai khud hu tmasha hu mai khud hi tmashai
husn ke jalwo se shayad tu abhi anjan hai
tu abhi anjan hai tu abhi anjan hai
ishq se takarne wale tu bhi to nadan hai
husn wale husn ka anjam dekh
dubte huye suraj ko waqte sham dekh
husn wale husn ka anjam dekh
dubte huye suraj ko waqte sham dekh
click / copy paste the link below on your browser for video
http://www.youtube.com/watch?v=Sv5VuXfZptU
3. SINGER: MOHD RAFI
"WO CHAND SA CHEHRA LOYE CHAAT PER TERA AANA"
wo chand sa chehra liye chhat par tera aana
wo chand sa chehra liye chhat par tera aana
jalwo ke tere chand ka bhi muh ko chhupana
wo chand sa chehra liye chhat par tera
milte hi wo nazar teri palko ka jhapkana
gustakh nigaho pe meri tera chamkana
ghabra ke ajab se wo mera sar ko jhukana
wo chand sa chehra liye chhat par tera
uljhe huye balo ko liye chhat se utrana
aaine ke aage wo tera aake swarana
aur meri gazal padhke tujhe nind na aana
wo chand sa chehra liye chhat par tera
bechain kashubhar me gujarne lagi rate
hone lagi chhup chhup ke kali phul me bate
kuch yaad to hoga wo tujhe mera fsana
wo chand sa chehra liye chhat par tera
jalwo ke tere chand ka bhi muh ko chhupana
wo chand sa chehra liye chhat par tera
click / copy paste the link below on your browser for video
http://www.youtube.com/watch?v=KHfvZnbeQQo
4. SINGERS: ASHA BHOSLE & RAFI
" AA MAI BATAAU TU HAI KYA SIRF NAZAR JAI HAI DHOKA"
aa mai batau tu hai kya
aa mai batau tu hai kya
sirf nazar ka hai dhoka
samjhaye mujhko bhi utna hi
jisko jitna dard mila
aa mai batau tu hai kya
sirf nazar ka hai dhoka
masum me sawan ka
gulsa hu mai gulshan ka
gulsa hu mai gulshan ka
sundarta pe naz na kar
roop hai tera do din ka
roop hai tera do din ka
baat kahi to baat ko sun
yaar hai tu be matlab ka
aa mai batau tu hai kya
sirf nazar ka hai dhoka
samjhaye mujhko bhi utna hi
jisko jitna dard mila
aa mai batau tu hai kya
sirf nazar ka hai dhoka
meri mast nigho ne
kaam kiya hai sawan ka
kaam kiya hai sawan ka
meri mast nigho ne
kaam kiya hai sawan ka
kaam kiya hai sawan ka
mast hua bejam ke mai
naam liya jab sathi ka
naam liya jab sathi ka
dekh liya jab sathi ko
hose na aaya baki ka
aa mai batau tu hai kya
sirf nazar ka hai dhoka
julafo ko tu bandh le jana
aankh ko samjha mai kana
ablit hai ab tu bhi gana
diwana hai diwana
diwana hai diwana
diwana hai diwana
tere liye diwana bana or
tu hi kahe hai diwana
tere liye diwana bana or
tu hi kahe hai diwana
meri is rusvayi me tera bhi hai afsana
diwana hai diwana
diwana hai diwana
diwana hai diwana
bat pate ki kahta hu
shok se kah le diwana
shok se kah le diwana
diwana hai diwana
diwana hai diwana
diwana hai diwana
yu uddati chal aanchal
diwane se bach ke chal
nikala hai na nikale ga
jhuth kaha or mera dam
yu uddati chal aanchal
diwane se bach ke chal
nikala hai na nikale ga
jhuth kaha or mera dam
aa mai batau tu hai kya
aa mai batau tu hai kya
sirf nazar ka hai dhoka
samjhaye mujhko bhi utna hi
jisko jitna dard mila
aa mai batau tu hai kya
sirf nazar ka hai dhoka
aa mai batau tu hai kya
sirf nazar ka hai dhoka
click / copy paste the link below on your browser for video
http://www.youtube.com/watch?v=KA-EKULwBZc
5. SINGERS: RAFI & MUBARAK BEGUM
" AYE JANE NAZAR CHILMAN SE AGAR "
aye jane nazar chilman se agar
halka sa ishara ho jaye
paigame mohabbat mil jaye
jine ka sahara ho jaye
aye jane nazar
ye bate samjh me aa na saki
ye raz samjh me aa na saka
ye bate samjh me aa na saki
ye raz samjh me aa na saka
aagaze mohabbat aap kare
aur naam hamara ho jaye
aagaze mohabbat
apno ke sitam duniya ke alam
har rat ka rona roz ke gam
apno ke sitam duniya ke alam
har rat ka rona roz ke gam
ek bar jo apna kah do hume
har chij gwara ho jaye
aye jane nazar
rone ko zamana rota hai
rone ka tarika hota hai
rone ko zamana rota hai
rone ka tarika hota hai
jo ashq nahi gire in aankho se
daman pe sitara ho jaye
jo ashq nahi gire
lag jaye hamari aahat me
ho jaye hamari chahat me
lag jaye hamari aahat me
ho jaye hamari chahat me
jo hal hamare dil ka hai
wo hal tumhara ho jaye
aye jane nazar
ab hone de apna kahte hai
ye soch ke hum chup rahte hai
ab hone de apna kahte hai
ye soch ke hum chup rahte hai
dahir naam zamane walo kal
ye ishq hamara ho jaye
aye jane nazar chilman se agar
halka sa ishara ho jaye
paigame mohabbat mil jaye
jine ka sahara ho jaye
aye jane nazar
click / copy paste the link below on your browser for video
http://www.youtube.com/watch?v=4rWOMJfIPDY
6. SINGERS: RAFI & SUMAN KALYANPUR
" DILGAYA DIL KA AETBAR GAYA ZINDAGI BHAR KA RAKDHAR GAYA"
dil gaya dil ka aetbar gaya
dil gaya dil ka aetbar gaya
zindagi bhar ka rajdar gaya
zindagi bhar ka rajdar gaya
dil gaya dil ka aetbar gaya
o ho iski abharu hai tere hath
iski abharu hai tere hath
dekh le mehfil me khul na jaye ghat
dekh apna koi akhtiyar gaya
dil gaya dil ka aetbar gaya
zindagi bhar ka rajdar gaya
zindagi bhar ka rajdar gaya
dil gaya dil ka aetbar gaya
ramjha phul ke na khilne me
ramjha phul ke na khilne me
look tha aapke na milne me
aaj se lut ke intzar gaya
dil gaya dil ka aetbar gaya
zindagi bhar ka rajdar gaya
zindagi bhar ka rajdar gaya
dil gaya dil ka aetbar gaya
humko aadat nahi machalne ki
humko aadat nahi machalne ki
koi surat nahi bahlne ki
koi surat nahi bahlne ki
bewafa kar ke dil karar gaya
dil gaya dil ka aetbar gaya
zindagi bhar ka rajdar gaya
zindagi bhar ka rajdar gaya
dil gaya dil ka aetbar gaya
ab na khasti na ab kinara hai
ab na khasti na ab kinara hai
ab khuda ka hi ek sahara hai
na khuda bich me taar gaya hai
dil gaya dil ka aetbar gaya
dil gaya dil ka aetbar gaya
zindagi bhar ka rajdar gaya
zindagi bhar ka rajdar gaya
dil gaya dil ka aetbar gaya
click / copy paste the link below on your browser for video
http://www.youtube.com/watch?v=mx0m6ceG5ts
7. SINGERS: RAFI & MUBARAK BEGUM
" DEKH KAR MERI TARAF KHAMOSH HO JANA ZARA"
dekh kar meri taraf
khamosh ho jana jara
dekh kar meri taraf
khamosh ho jana jara
mai fasana jab kahu
aasu na bhar lana jara
mai fasana jab kahu
jab mai dekhuga sathiya
dubane ko hai mera
jab mai dekhuga sathiya
dubane ko hai mera
mai tumhe awaj dunga
tum chale aana jara
mai tumhe awaj dunga
tum chale aana jara
mai tumhe awaj dunga
dubne vale ko mushkil or bhi ho jaye gi
dubne vale ko mushkil or bhi ho jaye gi
aise aalam me kahi
tum bhi aa na jana jara
aise aalam me kahi
tum bhi aa na jana jara
aise aalam me
fir meri kasti aane lagi sahil ke pas
fir meri kasti aane lagi sahil ke pas
koi tufano ko fir jakar bula lana jara
koi tufano ko fir jakar bula lana jara
koi tufano ko fir
kapti awaj me jab mai khuda aafis kahu
kapti awaj me jab mai khuda aafis kahu
aa bhi jaye aankh me aasu
to pi jana jara
aa bhi jaye aankh me aasu
to pi jana jara
aa bhi jaye aankh
jaqat ke aadi hai hum
ashak pi jayege hum
jaqat ke aadi hai hum
ashak pi jayege hum
hai mulasif samane se
tum bhi hat jana jara
hai mulasif samane se
tum bhi hat jana jara
hai mulasif samane se
click / copy paste the link below on your browser for video
http://www.youtube.com/watch?v=CsSlk6yEklU
8. SINGERS: RAFI & SHAMSHAD BEGUM
"JAATE JAATE IK NAZAR BHAR DEKH TO DEKH LO"
jaate-jaate ik nazar bhar dekh lo dekh lo -2
subah kaa vaqt hu_aa aa_i gulashan me sabaa
chhid gayaa saaj-e-chaman gunji aavaaz-e-chaman
naalaa bulabul ne kiyaa khul gayaa raaz-e-chaman
phul muskaraane lage ishq faramaane lage
aah-e-bulabul se magar phaili gulashan me khabar
ishq badanaam hu_aa chal gayaa sabako pataa
baagabaan aa hi gayaa pyaar ki dene sadaa
phul shaakho se chune naale bulabul se sune
haar kuchh gunth li_e hansate dil tod di_e
aansu shabanam ke bahe aur khaamosh rahe
haar phulo ke jo gulashan se lekar vo chalaa
apane phulo se machalati hu_i bulabul ne kahaa
kyaa
jaate-jaate ik nazar bhar
shamaa ne jalave lutaa_e jo shabistaano me
shauq jal jaane kaa paidaa hu_aa paravaano me -2
sar hatheli pe li_e ishq ke jaabaaz chale
aag sine me chhupaa_e hu_e hamaraaz chale
shamaa ne dekhaa jo aate hu_e paravaano ko
boli bithalaa_un kahaan ishq ke mehamaano ko
kaun samajhaa_egaa in chaaq-garebaano ko
siraphiraa kahati hai duniyaa mere divaano ko
aise divaane ki marane ki qasam khaa_e hu_e
ishq ki aag me jalane ke li_e aa_e hu_e
kahate hai
jaate-jaate ik nazar bhar
munh phiraa_ungi to mahafil se nikal jaa_enge
unako sine se lagaa_ungi to jal jaa_enge
bole paravaane hame ishq me jal jaane de
jaan ke saath ye aramaan nikal jaane de
kah ke shauq me divaane pe divaanaa giraa
ishq ki aag me paravaane pe paravaanaa giraa
ahal-e-dil jalavaa-e-jaanaa pe fidaa hone lage
shamaa ki lau se gale mil ke judaa hone lage
ishq me dekh kar qurbaani in divaano ki
shamaa ne itanaa kahaa laash pe paravaano ki
kyaa
jaate-jaate ik nazar bhar
click / copy paste the link below on your browser for video
http://www.youtube.com/watch?v=ZG3IidrkCBg
9. SINGER: SUMAN KALYANPUR
" MUJHE TUMSE MOHABBAT HAI KHUDA BHI GAVAH HAI..."
mujhe tumse mohabbat hai
mohabbat hai, mohabbat hai
khuda bhi gavah hai
khuda bhi gavah hai
mohabbat hai, mohabbat hai
yakin kar lo ke is dil me
tum hi tum ho tum hi tum hi the
khuda samjhe mohabbat ko
jo is dil ko na tum samjho
mohabbat naam hai jiska
badi najuk hakikat hai
mohabbat hai, mohabbat hai
mujhe tumse mohabbat hai
mohabbat hai, mohabbat hai
khuda bhi gavah hai
khuda bhi gavah hai
mohabbat hai, mohabbat hai
hume dil ne bahut roka
magar jis dam tumhe dekha
nigaho ne kadam chume
tamana ne kiya sajda
kadam rakha hai ulfat me
ab aage apni kismat hai
mohabbat hai, mohabbat hai
mujhe tumse mohabbat hai
mohabbat hai, mohabbat hai
khuda bhi gavah hai
khuda bhi gavah hai
mohabbat hai, mohabbat hai
click / copy paste the link below on your browser for video
http://www.youtube.com/watch?v=QGUJgEVHqPI
10. SINGERS: RAFI & ASHA BHOSLE
" PYAR KI HASRATE KHAKME MIL GAYI DOKADAM CHALKE DO "
pyar ki hasrate khak me mil gayi
pyar ki hasrate khak me mil gayi
do kadam chalke do humsafar jal gaye
do kadam chalke do humsafar jal gaye
zindagi aag banti hai jis mod par
zindagi aag banti hai jis mod par
dono rahi usi mod par jal gaye
do kadam chalke do humsafar jal gaye
aisi bijli giri sakh gulzar par
aisi bijli giri sakh gulzar par
aashiyana bchaya to par jal gaye
aashiyana bchaya to par jal gaye
kuch na baki raha zindagi me meri
kuch na baki raha zindagi me meri
ek dhua rah gaya dil jigar jal gaye
do kadam chalke do humsafar jal gaye
aah roki to sine se shole uthe
aah roki to sine se shole uthe
ban gaye ashq aankho me chingariya
ban gaye ashq aankho me chingariya
do mohabbat bhare dil sulgane lage
do mohabbat bhare dil sulgane lage
yani do aarzuo ke ghar jal gaye
do kadam chalke do humsafar jal gaye
ashqe gam chashne nam se
ye kah kar dhale
ashqe gam chashne nam se
ye kah kar dhale
pyar ki aag me yu na koi jale
pyar ki aag me yu na koi jale
aatishe ishq me koi shola nahi
aatishe ishq me koi shola nahi
phir bhi is aag me bhunke pal jal gaye
do kadam chalke do humsafar jal gaye
pyar ki hasrate khak me mil gayi
pyar ki hasrate khak me mil gayi
do kadam chalke do humsafar jal gaye
dono rahi usi mod par jal gaye
do kadam chalke do humsafar jal gaye
dono rahi usi mod par jal gaye
click / copy paste the link below on your browser for video
http://www.youtube.com/watch?v=3G_i_O9qxz4
BONUS>>>>>>>>
FILM : MIRZA GHALIB [1954)
LYRICS: SHAKIL BADAYUNI
MUSIC: GHULAM MOHD.
SINGERS: MOHD.RAFI & BANDE HASSAN
sakhi sarkar hai teri
garibo ka tu data hai
tere dar par jo aata hai
wo kuch lekar hi jata hai
jo tu chahe to ghar
ujada hua abad ho jaye
koi majbur gum ki kaid se
aazad ho jaye
sajde me hai sar
tujh par hai najar
sajde me hai sar
tujh par hai najar
shikwe bhi juba tak aa pahuche
shikwe bhi juba tak aa pahuche
o dunia ke malik dekh jara
o dunia ke malik dekh jara
diwane yaha tak aa pahuche
diwane yaha tak aa pahuche
diwane diwane diwane
diwane yaha tak aa pahuche
diwane yaha tak aa pahuche
shikwe bhi juba tak aa pahuche
bhatakti fir rahi thi aarzu
gum ki raho me hai
achanak teri surat fir gayi
meri nigaho me
duao ka bahal aaya
jaha kafir banti hai
suna ye hai tere darbar me
takdir banti hai
jalta hai badan fukta hai jigar
jalta hai badan fukta hai jigar
jalta hai badan fukta hai jigar
kar ab to karam le ab to khabar
kar ab to karam le ab to khabar
kar ab to karam le ab to khabar
chilman se nikal kar dekh jara
chilman se nikal kar dekh jara
parwane kaha tak aa pahuche
parwane kaha tak aa pahuche
parwane kaha tak aa pahuche
parwane parwane parwane
parwane kaha tak aa pahuche
parwane kaha tak aa pahuche
shikwe bhi juba tak aa pahuche
click / copy paste the link below on your browser for video
http://www.youtube.com/watch?v=r1Jd9KuXLJI
No comments:
Post a Comment